Minggu, 26 Oktober 2008

CHAND SITARE

chaa.nd sitaare phuul aur khushbuu...

Moon, stars, flowers and fragrance...

ye to saare puraane hai.n

These are all old.

taazaa taazaa kalii khilii hai ham uske diiwaane hai.n

She is a freshly bloomed flower, and we are mad for her.

are kaalii ghaTaa'e.n barkha saavan...

Oh, black clouds, the rainy season...

ye to sab afsaane hai.n

these are all (old) tales.

taazaa taazaa kalii khilii hai ham uske diiwaane hai.n

She is a freshly bloomed flower, and we are mad for her.

a.ndaaz hai.n uske naye naye hai naya naya diiwaanaapan...

Her mannerisms are unprecedented, and so is our madness.

pahanake taaj jawaanii ka ha.nske lauT gaya bachpan

Childhood, placing upon her the crowd of beauteous youth, departed with a laugh.

giit gazal sab kal kii baate.n...

Songs, poems, all are things of the past...

uske naye taraane hai.n

Her melodies are new.

taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hai.n

She is a freshly bloomed flower, and we are mad for her.

hai ruup me.n itna saadapan to kitna su.ndar hoga man...

There's such simplicity in her beauty; how beautiful must her heart be!

bin gahane aur si.ngaar bina voh to lagtii hai dulhan

Without jewelry, bare of adornments, she looks like a bride.

kaajal bi.ndiya ka.ngan jhumke...

Kohl, bindi, bangles and earrings,

ye to guzare zamaane hai.n

they're all of an era past.

taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hai.n

She is a freshly bloomed flower, and we are mad for her.

chaa.nd sitaare phuul aur khushbuu,

Moon, stars, flowers and fragrance,

ye to saare puraane hai.n

these are all old.

taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hai.n

She is a freshly bloomed flower, and we are mad for her.

kaalii ghaTaa'e.n barkha saavan

Oh, black clouds, the rainy season,

yeh to sab afsaane hai.n

these are all (old) tales.

taaza taaza kalii khilii hai ham uske diiwaane hai.n

She is a freshly bloomed flower, and we are mad for her.

Tidak ada komentar: